Nasoor |Dowry/Jahez (Collaboration)

Such a pleasure it was to work with Muntazir. If you arent following her you should. Without wasting too much of the time. Duao me Yaad rakhna.

Kya aab, kya hayā! Kahti rahi apne baap se,
Nahi karna nikāh us lālchi insaa.n se

Baap ki lālsa, rahe khush apne sasurāl meñ,
Uskse hāth peele dekhe wo use laal libāz meñ.
Kardī jahez purī, qarz ke aftāb meñ,
Kardī rukhsat apnī lakht-e-jigar ko, Car meñ.

Do baj gae, aae uske shauhar milne ki aas meñ,
Keh gai wo ummati apne andāz meñ

Dekh tera kya hoga, hasr ke us maidaan meñ,
Jab tir-e-qaza mila degi teri jhooTi shaan khaak meñ
Maiñ huu.n ‘Mīr’ ki beti, uski nazm hai meri aan meñ
Kya soch ke tune maañga mere bebas baap se

Jahez ki aag ne chor kardi uski saa.ns
LaIllaha…” bol ke jannat ki hogai shaan.

Aai uski laash wapas wahi Car meñ,
TooT gaya nazm aur bol Mīr ki awaaz se.

©Copyright reserved

Published by AQUIB

the unsung poet..

7 thoughts on “Nasoor |Dowry/Jahez (Collaboration)

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

%d bloggers like this: