Urdu Nazm with recitation

Chale hum paimano ko chor char ke
Nibhali hi bahut fehrishto ki batein
Hum nahi hai woh jo tum smajh rahe ho
Hum nahi hai lehron se behne wale.
Kash tumhe bhi samjh aa jaye kuch nutfe
Qaasid nahi aa rahe ab batane waste
Falak tak toh main pachuch jao ga (Insha Allah)
Awaz phir na lagana Oh sone wale
Tumhari ramziyat ka ishara tha mujhe
Tere chalo ka tamasha dekha hai Maine
Apne husn-na-haya maikhane ka saqi na smajh
Tere bahut hoge chahne wale.
Par mujhe apna hamnawa na smajh.
Jhooti shaak ka phal na smajh,
Shama me apni paravana na smajh.
Duniya ki chahat hai na uski talab
Khuda bandi ka meri ibaarat tu smajh.
Aquib tu agey bhad paarsaai ka saya pakad
Munafiq jaam e husn e sehbaa me mast hoge
Apne soch toh agey rakh aur behta chal.
©Aquib

Paimano – measure

Fehrishto – lists

Qaasid- messenger

Falak- horizon

Maikhane- liquor shop

Saqi – bar tendor

Hamnawa – same voiced

Shaak – branches

Shama – flame

Parvano- moths

Ibaarat – lesson, writings

Paarsai – holiness

Sehbaa- wine

Nutfe – seeds, roots

Munafiq- hypocrites.

Published by AQUIB

the unsung poet..

11 thoughts on “Urdu Nazm with recitation

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

%d bloggers like this: