Ek jhoot tha

Ek jhoot tha jo ussey kaha,Hai mera na ashiyana na gharana, Ek jalti mombatti ko bas taakta rahaWoh kali ko bas door niharta raha. Hatt gya main waqt ki daur me,Uske sawalo me bas hami bharta raha Woh khusi ke maare awaz deti rahi,Maine bas hath hilake dilasa dilata raha. Woh aaj pass hoke keContinue reading “Ek jhoot tha”

Chasm Beh rahi- Urdu Ghazal with English Translation. With my recitation.

Chasm beh rahi meri dil ki baar se, Yeh sehma tha dara kai raat se Tears are rolling down from the eyelids of heart, That was timid and prone to fear for nights. Hum se kehta jee apne javaaz me, Has le chor qayde fazool aafaat se. It always said live your life the fullestContinue reading “Chasm Beh rahi- Urdu Ghazal with English Translation. With my recitation.”

Urdu Nazm with recitation

Chale hum paimano ko chor char ke Nibhali hi bahut fehrishto ki batein Hum nahi hai woh jo tum smajh rahe ho Hum nahi hai lehron se behne wale. Kash tumhe bhi samjh aa jaye kuch nutfe Qaasid nahi aa rahe ab batane waste Falak tak toh main pachuch jao ga (Insha Allah) Awaz phirContinue reading “Urdu Nazm with recitation”

Quamer Ejaz-Urdu/hindi Ghazals and nazms Part 2

Had Se Zyada Had se zyada bhi pyar mat karna Dil har ek pe nisaar mat karna Kya khabar kis jagah ruk jaaye Saans ka aitbaar mat karna Aaine ki nazar na lag jaaye Is tarah se singaar mat karna Har teer teri taraf hi aaega Tu hawa mein shikar mat karna Doob jaane kaContinue reading “Quamer Ejaz-Urdu/hindi Ghazals and nazms Part 2”