Ek jhoot tha

Ek jhoot tha jo ussey kaha,Hai mera na ashiyana na gharana, Ek jalti mombatti ko bas taakta rahaWoh kali ko bas door niharta raha. Hatt gya main waqt ki daur me,Uske sawalo me bas hami bharta raha Woh khusi ke maare awaz deti rahi,Maine bas hath hilake dilasa dilata raha. Woh aaj pass hoke keContinue reading “Ek jhoot tha”

Chasm Beh rahi- Urdu Ghazal with English Translation. With my recitation.

Chasm beh rahi meri dil ki baar se, Yeh sehma tha dara kai raat se Tears are rolling down from the eyelids of heart, That was timid and prone to fear for nights. Hum se kehta jee apne javaaz me, Has le chor qayde fazool aafaat se. It always said live your life the fullestContinue reading “Chasm Beh rahi- Urdu Ghazal with English Translation. With my recitation.”

Wo pass hai (She is near) (Bilingual) – Urdu Ghazal- Aquib khan

GlossaryTaaruf- introductionTareef- appreciationQalb- e veran – lonely heartMakhsus – reserved chosenBebaha- preciousKhayanat –Faraaz- zenithRakh e zeb – ashes of her Elegancesunahra- shiny hujhoom- group Dur ho Kar bhi woh mujhse bahut pass hai,Tumhe Kya gumaan hai kitni wo pass hai.Although she is afar yet she is very closeSo close that I can’t describe how closeLikhContinue reading “Wo pass hai (She is near) (Bilingual) – Urdu Ghazal- Aquib khan”

Urdu Ghazal- Aquib Khan

Teri   munafiqat     ke   qisse   sunaoga, Kaise   Teri    roshni    ek   zehar   Hain . Teri  lafz  me  muasiqi  ki  dhong hain, Tere   nachne  wale   sirf   hajar   Hain. Teri aziyat h….tu  ab  sir pair   maregi Har  waqt  har  lamha  na  guzar  hain. Teri hi  lafz  tujhe  hi Continue reading “Urdu Ghazal- Aquib Khan”